Tuesday, 5 November 2013
HISTORY OF KEERIO
HISTORY OF KEERIO Keerio (Sindhi: ڪيريو) is a Sindhi tribe located in Sindh,and provinces of Pakistan, Agar Sindh Ke NaqshY Par Nazar Dali Jaye to Tharparkar District Me Korai Aaur Papuri Ke Beech Me Keeriya Ilaqa Nazar Ayega Mamoori Yusfani Ne Likha He Ke Jam Habby Ke 2 Betty Thay Jam Samoon Aur Jam Keerio In Me Jam Keerio Ne Keerio Ilaqay Par Hukumat Ke Jam Keerio Ke Nasal Agay Bhari Jo Ke Aaj Bhi Sindh Ke Mukhtalif Ilaqon Me Bari Tadad Me Mojood He Isay Ye Kaha Jasakta He Keerio Nasal Jam Habby Ke Battay Jam Keerio Ke Olad He Jam Keerio Ke Naam Se Aaj Bhi Keeriya Jabal Keeriya Shakh Keeriya San Mojood He Aik Shair Ne to Jam Keerio Ke Leye Kaha Hay Ke Aap Shad Our Abad Rahin Doctor Nabi Bux Baloch Ne to Keerio Cast Ke Lughvi Mani Karar Ka Kacha Phal Nikala Hay Keerio Cast Ko Sahibe Sama Ke Shakh Taswar Kiya Jata He Tarekh Tibri Me to Keerio ko Arab Khandan Me Se Tasleem Kiya He Mian Wali Muhmmad Keerio [Chotyri] Aur Wali Muhmmad Keerio (Sityaro) Ne Tarrikh Tibri Ke Jild Jop Ka Hawala De Kar Kaha He Ke Misar Me Keerio Keri Bardar He Wahan Se Wo Log Sindh Me Dakhil Huay Aur Uunki Olad Ko Keerio Kaha Jata He Aur Keerio Arab Ke Olad He Magar Haqeqat ye He Ke Keerio Samat Hain Inka Taluqe Sindh Se Hian Aur Ye Sindh Ke Bashindy Hain
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment